Lam Yati Naziruka Fi Nazari misli tu na shud paida jana
Jag raj ko taj tore sar so hai tujh ko sheh doosra jana
Al-bahru ala wal-mawju tagha min be-kas o toofan hosh-ruba
Manjhdhar mein hoon bigri hai hawa mori naiya paar laga jana
Ya shamsu nazartu ila laila choo ba-taiba rasi arze bakni
Tori jot ki jhal jhal jag mein rachi meri shab ne din hona jana
Laka badrun fil-wajhil-ajmal khatti hala mah zulfi abri ajal
Tore chandan chandar parokundal rehmat ki bharn barsa jana
Ana fi atashin wa sakhaka atam aye gesu-e-pak aye abri karam
Barsan haare rim jhim rim jhim do boond idhar bhi gira jana
Ya qafilati zidi ajlaki rehme bar hasrat-e-tishna labak
Mora jeera kare dark dark taiba se abhi na suna jana
Wahali suwi'atin zahabat aan ahde huzoor ba raghat
Jab yaad aave mohe parat preet darda woh madina ka jana
Al-qalbu shajin wal-hammu shujoon dil-e-zaar chuna jaaan zer-e-chunoon
Pat apni pat mein ka se kahoon mera kaun hai tere siwa jana
Ar-roohu fidaka fazid haraqan yak shola dagar barzan-e-eshqa
Mora tan man dhan sab phoonk diya yeh jaan bhi pyare jala jana
Bas khama-e-kham-e-Raza na yeh tarz meri na yeh rang mera
Irshad-e-ahib tha nachar tha is raah para jana