Ya Nabi Salamun Alayka, Ya Rasool Salamun Alayka
Ya Habeeb Salamun Alayka, Salawatullahi Alayka
Aaj woh tashreef laya jis ne ronton ko hansaya
Jis ne jalon ko bujhaya jis ne bigron ko banaya
Arsh-e-Aazam ka sitara farsh walon ka sahara
Amina bi ka dulara Haq Ta'ala ka woh pyara
Do jahan ka raaj wala takht wala taaj wala
Be-kason ki laaj wala saari duniya ka ujala