Baal bachon kay liye ghar mein Khuda ko chhorein
Mustafa par karein ghar baar nichawar Siddiq
Ek ghar baar to kya ghar mein jaan bhi dedein
Saanp dasta rahay lekin na hon muztar Siddiq
Kahein garton ko sambhalein kahein roothon ko manayein
Khodein ilhaad ki jar baad payambar Siddiq