Home/Muhammad Ilyas Attar Qadri/"Tu na hum ko bhool ja" kehna kaisa?

"Tu na hum ko bhool ja" kehna kaisa?

Written by Muhammad Ilyas Attar Qadri

100%
Sawal: Dua mein yeh ashaar parhna kaisa hai? Ya Khuda! Apne na aaeen-e-karam ko bhool ja Hum tujhe bhoole hain lekin tu na hum ko bhool ja Hai dua-e-bismil-e-neem jaa, keh meri khataon ko bhool ja Hai mujhe to tera hi aasra, Tu Ghafoor hai Tu Raheem hai Jawab: Bhoolna ke asal mani yaad na rehna hai. To agar qael ki yehi murad hai tab to kufr hai aur kehne wale ne lafz bhoolna ko chhorna ke mani mein istemaal kiya to kufr nahi.